Posts

GATE Instrumentation Engineering Syllabu s Engineering Mathematics Linear Algebra: Matrix Algebra, Systems of linear equations, Eigen values and eigen vectors. Calculus: Mean value theorems, Theorems of integral calculus, Evaluation of definite and improper integrals, Partial Derivatives, Maxima and minima, Multiple integrals, Fourier series. Vector identities, Directional derivatives, Line, Surface and Volume integrals, Stokes, Gauss and Green's theorems. Differential equations: First order equation (linear and nonlinear), Higher order linear differential equations with constant coefficients, Method of variation of parameters, Cauchy's and Euler's equations, Initial and boundary value problems, Partial Differential Equations and variable separable method. Complex variables: Analytic functions, Cauchy's integral theorem and integral formula, Taylor's and Laurent' series, Residue theorem, solution integrals. Probability and Statistics

PYAAR HI PYAAR

** ♥ ** Ye Dil pyaar k kabil na raha, Koi bhi izhar k kabil na raha, Is Dil me bas gayi Dosti aapki, ab to chand bhi deedar k kabil na raha! ** ♥ ** Mai tujse ek armaan mangta hun, tujse apni jaan mangta hun, tu so jayegi mobile off karke isliye ek good night kiss udhar mangta hun ** ♥ ** Hum na hote to aapko gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta, Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta. ** ♥ ** Tum se Roj milne ko Dil chahta hai, kuch sunane aur sunane ko Dil chahta hai, Hai tumhare manane ka andaz aisa ki, fir se ruth jane ko Dil chahta hai... ** ♥ ** Log kehte firte hai jise hum Pyaar karte hai wo ek chand ka tukda hai, par unhe kyaa pata jise mai Pyaar karta houn Chand uska ek tukda hai. ** ♥ ** Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske Dil pe chaya hoga, pehle socha hoga tujhe JANNAT mein rakh lun phir usse mera khayal aaya hoga. ** ♥ ** H

UNLIMITED SHAYARY

Image
Aadat nahi hai meri bhoolne ki, yaad-dasht chali jaye to aur baat hai, Aapki yaad aati hai Dhadkan ke saath, agar meri Dhadkan hi ruk jaaye to aur baat hai... ------------------------------------------------------------------------------------------------- Aaj hai kal na jane kahan jayenge, hum woh parinde hai jo aasma me kho jayenge, dilon ki dor se aise na baandho hume, kal na honge toh aansu nikal aayenge ------------------------------------------------------------------------------------------------- Aaj he kal na jane kaha jayenge, Hum wo parinde he jo aasma me kho jayenge, Dosti ki dori se aise na bandho hume, kal na honge to aansu nikal aayenge... ------------------------------------------------------------------------------------------------- Aapse Jude Rishto pe Naaz Hai Hme Kal tha Jitna Bharosa utna Aaj He Hme. Rishta vo Nahi Jo Khushi me Sath de. Rishta Wo Jo Har-pal Apnepan Ka Ehasas De.. -------------------------------------------------------------------------------------

just for u

Image
kuch pal hote hai kuch pal ke liye, jee le inhe har pal ke liye, ye waqt to ret ki tarah fisal jaayega, dab jayengi yaadein umar bhar ke liye. ------------------------------------------------------------------------------------------------- masjid ki namaj ya mandir ki dua ho tum, yo khuda ka tohfa ya khud khuda ho tum, ae mere yaar khud hi karo faisla........ dil me rehte ho tum ya dil ki jagah ho tum. ------------------------------------------------------------------------------------------------- bhulte nahi aapko kabhi ye kaise bataye, aapki ahemiyat kya hai ye kaise samjhaye, aasman se uncha hai rishta apna, ye chote se shayary me kaise samjhaye. ------------------------------------------------------------------------------------------------- koi yaad,koi baat,koi raaz ho tum, meri saans,meri soch,meri aas ho tum, aankhon ke paas nahi na sahi, haa magar shayad, dil ke bahut paas ho tum.......... --------------------------------------------------------------------------------------

shayari for you

Image
aapse jude rishto pe naaz hai hume, kal tha jitna bharosa utna aaj hai hume, rishta wo nahi jo khushi me sath de, rishta to wo jo har pal apnepan ka ehsaas de. ------------------------------------------------------------------------------------------------- khuda kisi ko kisi pe fidaa na kare, kare to qayamat tak juda na kare, ye maana ki koi marta nahi judaai me, lekin jee bhi to nahi pata tanhai me. ------------------------------------------------------------------------------------------------- alvida kehkar jab koi dur hota hai, nigahe thaki aur dil majboor hota hai, pyaar ka yahi dastoor hota hai, dil jise chahta hai..wo hamesha dur hota hai.. ------------------------------------------------------------------------------------------------- behte hue aansuon ki juba nahi hoti, lafzon me mohabbat bayan nahi hoti, pyaar mile to uski kadra karna ...kyunki, kismat har kisi pe meharbaan nahi hoti. ------------------------------------------------------------------------------------------

shayari

Image
Aasmaan pe kaali ghata chai hai aaj phir hamne principal se daant khai hai wo kehte hai sudhar jao kese sudhre...... madam aaj phir se pataka ban ke aayi hai ------------------------------------------------------------------------------------------------- har baat kehkar samjhai nahi jati, har chiz jindagi me paayi nahi jaati, u to har waqt yaad karte hai apko, par kya kare yaadein to kisi ko dikhai nahi jaati...., ------------------------------------------------------------------------------------------------- 1 din sawan ne bhi kisi se pyaar kiya tha, us sawan ne use baadal ka naam diya tha, rote the dono ek dusre ki judai me, aur tab logo ne use baarish ka naam diya tha. ------------------------------------------------------------------------------------------------- dil ki baat janta nahi koi , kehna in aankhon ka manta nahi koi, hum to jaan bhi apni luta de khushi se, par ahamiyat is jaan ki janta nahi koi......... -------------------------------------------------------------

ELECTRONICS AND INSTRUMENTATION ENGINEERING DETAILS

Overview The demand for the development of new technologies in the field of electronics and instrumentation has been rising consistently. The Instrumentation Technology, being an inter-disciplinary branch of engineering, is heading towards development of new & intelligent sensors, smart transducers, MEMS Technology, Blue tooth Technology etc. Career Prospects An applied electronics and instrumentation engineer fits into almost any mainstream industries, be it Information Technology, Telecom, Textiles, Electronics, Mechanical etc. because of the background of the subject. They find their place in the IT industry in system design and control automation, automobile industries, some of the private sector companies like General Electric, Siemens, TATA, Aditya Birla Group etc are a few to name among others and in public sector companies like HAL etc. These engineers can venture into further studies in the fields of: a) Research and development in instrumentation. b) Postgraduat